مایوس دلوں کی امید کی آخری کرن۔ مایوسی گناہ ہے، علاج سنت ہے
Khawab ki Tabeer (اچھی نیند نہ آنا)
Har shakhs khwab dekhta hai, lekin aksar matlab samajh nahi aata. Fikr na karein! Hum mustand islami kitaabon aur ulamā ki rai ki roshni mein aap ke khwabon ki tabeer, duaen aur rohani rehnumai faraham karte hain. Bas apna khwab hume bhej dein aur achay ya buray khwabon se mutaliq maloomat aur azkar asaan roman urdu mein hasil karein.
What Rohani Scholar Offer?
Professional Guidance
Experienced and qualified scholars guide you through the Istikhara process.
Privacy and Confidentiality
Your personal concerns are handled with the utmost respect and confidentiality.
Online Accessible
We bring this spiritual service online, allowing you to access it from the comfort of your home.
ماہر عملیات و فلکیات
Buray Khwabon ka Rohani Samajh aur Asar
Baray khwab aksar insani zehni stress, shaitani waswason ya din bhar ki sochnon ka asar hotay hain. Islam hame sikhata hai ke buray khwab par pareshan na ho balki Allah par bharosa karein aur us ki panah maangein. Hum aap ko samjhate hain ke buray khwab ki haqeeqat kya hai aur aapko rohani tor par tasalli dete hain.
Islam ka Tareeqa Buray Khwab se Bachne ka
Looking for Answers? Find Solutions Through Istikhara for Life’s Challenges!
روحانی اسکالر ماہر عملیات و فلکیات
Sohne se Pehle Wazayef aur Azkar
Bura Khwab Dekhnay ke Baad ka Amal
Jab bura khwab dekhein to turant teen dafa baeen taraf halkay se phoonk maren, “A‘oozu billahi min ash-shaitaanir-rajeem” parhen, kisi ko khwab na sunayen aur karwat badal kar so jayein. Ye sunnat tareeqay buray khwab ka nuqsan door karte hain. Hum aap ko yeh sab amal detail mein batate hain.
Need Guidance on Love and Relationships? Try Online Istikhara Today.
Hum se Rabta Karne ka Faida
Agar aap lagataar baray khwab dekh rahe hain ya neend mein khauf mehsoos karte hain, to apna masla hume likh bhejein. Hum aap ko rohani rehnumai, mustand duaen aur aap ki surat-e-haal ke mutabiq wazayef bata kar madad karte hain, taake aap buray khwabon se nijaat pa sakhein aur sukoon ki neend so saken.
روحانی اسکالر ماہر عملیات و فلکیات
Aap ke khwab ka possible matlab (Hum sy Pta krway)
Buray khwab par amal karne ka tareeqa (spitting to the left, dua, azkar)
Agar koi bura khwab dekh le to islami tareeqon mein yeh bataya gaya hai:
• Neend se uth kar khwab kisi ko na sunaye.
• Baeen taraf halkay se teen dafa thook de ya phoonk maar de.
• “A‘oozu billahi min ash-shaitaanir-rajeem” parhe aur Allah se pannah maange.
• Qibla ki taraf ya karwat badal kar so jaye.
Ye amal karne se Insha’Allah khwab ka nuqsan door hota hai.
Are you struggling with Divorce Issues? Let Online Istikhara Help!
Achay khwab ko kaise share karna hai
Sohne se pehle parhne wali duaen aur suraten
Neend se pehle kuch mustand duaen aur suraten parhna buray khwabon aur khauf se bachata hai. Jaise:
• Surah al-Ikhlaas, Surah al-Falaq aur Surah an-Naas (teenon ek saath teen dafa)
• Ayat-ul-Kursi
• “Bismika Allahumma amootu wa ahyaa” (sohne ki dua)
Ye azkar sohne se pehle parhne se neend mein sukoon milta hai aur Allah ki hifazat hoti hai.
Want Business Success? Get Predictions and Guidance with Istikhara!
Frequently Asked Questions (FAQs)
What is Istikhara?
Istikhara is an Islamic prayer for seeking guidance from Allah when making an important decision.
Is my information kept confidential?
Absolutely. We prioritize your privacy and ensure that all information remains secure.
How soon will I receive a response?
Typically, within 24-48 hours after your istikhara is fulfilled. But it may vary.